SONG: Jane Wale Jara Hoshiyar, Yahan Ke Hum Hai Rajkumar - जाने वाले ज़रा होशियार यहाँ के हम है राजकुमार

Jane Wale Jara Hoshiyar, Yahan Ke Hum Hai Rajkumar - जाने वाले ज़रा होशियार यहाँ के हम है राजकुमार

LYRICS:
jane wale jane wale jara hoshiyar yaha ke hum hai raj kumar hoye hoye aage piche aage piche hamari sarkar yaha ke hum hai raj kumar jane wale amriki andaz bhi sikhe hum europe ke raaz bhi sikhe amriki andaz bhi sikhe hum europe ke raaz bhi sikhe hum se jo bazi le kar jaye hai koi aisa samne aaye hai koi aisa samne aaye ho sari duniya me ho sari dunia me apni jaikar aage piche hamari sarkar yaha ke hum hai raj kumar jane wale dard sa apna dil me jo paya jaan gaye hum kisne bulaya dard sa apna dil me jo paya jaan gaye hum kisne bulaya unse hi milne jhum ke nikle thath se nile dhum se nikle thath se nile dhum se nikle unko bhi hai unko bhi hai hamara intzar yaha ke hum hai raj kumar hoye hoye aage piche aage piche hamari sarkar yaha ke hum hai raj kumar jane wale