SONG: Jane Teri Nazro Ne Kya Kar Diya - जाने तेरी नज़रों ने क्या कर दिया

Jane Teri Nazro Ne Kya Kar Diya - जाने तेरी नज़रों ने क्या कर दिया

LYRICS:
jane teri najaro ne kya kar diya jab tujhe dekhu mera dhadke jiya jane teri najaro ne kya kar diya jab tujhe dekhu mera dhadke jiya tune mohabbat se mera dil bar diya apna banane wale tera shukariya tune mohabbat se mera dil bar diya apna banane wale tera shukariya piya jab se hua tera mera milan mere jivan me chamki khushi ki kiran piya jab se hua tera mera milan mere jivan me chamki khushi ki kiran din gujarne lage hai teri yaad me aur satati hai rato me teri lagan udd gayi naino se meri nindiya jab tujhe dekhu mera dhadhke jiya tune mohabbat se mera dil bar diya apna banane wale tera shukariya ye sama aur ye mausam mahakta hua isme hai rang jalim tere husn ka aji ho mujhe tune mohabbat sikhayi balam verna mere to jivan me kuch bhi na tha teri adao ne mera dil le liya apna banane wale tera shukariya tune mohabbat se mera dil bar diya apna banane wale tera sukariya