SONG: Jane Mujhe Kya Ho Gaya - जाने मुझे क्या हो गया

Jane Mujhe Kya Ho Gaya - जाने मुझे क्या हो गया

LYRICS:
jane mujhe kya ho gaya nache mora pagal jiya udne lagi aakash par maine ye kya sun liya jane mujhe kya ho gaya phulo me hase tera chehra galo me khila hai sawera phulo me hase tera chehra galo me khila hai sawera mausam bhi lage naya naya jane mujhe kya ho gaya nache mora pagal jiya chane lage khushi ke badal bajne lage hawao ki payal chane lage khushi ke badal bajne lage hawao ki payal hosh mujhe na raha jane mujhe kya ho gaya nache mora pagal jiya aisi na aayi bahar rimjhim barasta hai pyar albeli thandi fuhar ulfat ne cheda malhar baho me aa ja meri na jane mujhe kya ho gaya jane mujhe kya ho gaya jane mujhe kya ho gaya jane mujhe kya ho gaya nache mora pagal jiya