SONG: Jane Kyon Bar Bar Mera Dil Mujhe Kahe Us Se Mil - जाने क्यों बार बार मेरा दिल मुझे कहे उस से मिल

Jane Kyon Bar Bar Mera Dil Mujhe Kahe Us Se Mil - जाने क्यों बार बार मेरा दिल मुझे कहे उस से मिल

LYRICS:
jane kyu bar bar bar mera dil mujhe kahe us se mil mujhe kahe us se mil jane kyu bar bar bar mera dil mujhe kahe us se mil mujhe kahe us se mil jane kyu bar bar bar mera dil mujhe kahe us se mil mujhe kahe us se mil jisse milte nahi bilkul hi khayalat tere kyu pareshan hai uske liye zazbat tere jab bhi wo mujhse mila usne sataya mujhe mujhko bura to laga phir bhi wo bhaya mujhe jab bhi wo mujhse mila usne sataya mujhe mujhko bura to laga phir bhi wo bhaya mujhe jane kyu bar bar bar mera dil mujhe kahe us se mil mujhe kahe us se mil jo tere husn ki tohin kare us se na mil jo kisi dusri saztaz pe mare us se na mil mujhko to jo bhi dekhe raho me aahe bhare mai kyu kisi pe maru mujhpe zamana mare jane kyu bar bar bar mera dil mujhe kahe us se mil mujhe kahe us se mil ho sake to koi sangin saza do usko tere kabil nahi wo dil se bhula de usko usko bhulau kaise itna bata do mujhko uska irada kya hai kuch to bata do mujhe usko bhulau kaise itna bata do mujhko uska irada kya hai kuch to bata do mujhe jane kyu bar bar bar mera dil mujhe kahe us se mil mujhe kahe us se mil jane kyu bar bar bar mera dil mujhe kahe us se mil mujhe kahe us se mil