SONG: Jane Kitni Baar - जाने कितनी बार हृदय से मैंने उसे पुकारा

Jane Kitni Baar - जाने कितनी बार हृदय से मैंने उसे पुकारा

LYRICS:
jane kitni baar hriday se maine use pukara jane kitni baar hriday se maine use pukara nithur piya ke kano tak par meri aawaj naa pahuchi nithur piya ke kano tak par meri aawaj naa pahuchi nithur piya jaane kitne sawan beete jaane kitne sawan beete gam ke aanshu pite pite gam ke aanshu pite pite jo baat sajan se kahni thi lab tak mere wo baat na pahuchi nithur piya jane kitne dekhe sapne jabse ruthe pritam apne jane kitne dekhe sapne jabse ruthe pritam apne dhal chal umar armano ki par sapno ki wo raat na pahuchi nithur piya