SONG: Jane Kaun Sa Rasta Uske Ghar Ko Jata - जाने कौन सा रास्ता उसके घर को जाता

Jane Kaun Sa Rasta Uske Ghar Ko Jata - जाने कौन सा रास्ता उसके घर को जाता

LYRICS:
jane kaun sa rasta uske ghar ko jata jane kaun sa rang hai uske man ko bhata aisi kai hai paheliya man mein kare jo athkheliya aisi kai hai paheliya man mein kare jo athkheliya jane kaun sa wada usko lubhata jane kaun sa rasta uske ghar ko jata kahi dur se mai hu gungunata huwa uske liye naye git gata jane kaun sa nagma uske man ko bhata aisi kai hai paheliya man mein kare jo athkheliya aisi kai hai paheliya man mein kare jo athkheliya jane kaun sa rasta uske ghar ko jata jane kaun sa rang hai uske man ko bhata kabhi dhup hai, kabhi chhanv bhi hai kabhi sard hai, barsat bhi hai kabhi dhup hai, kabhi chhanv bhi hai kabhi sard hai, barsat bhi hai jane kaun sa mausam usko suhata aisi kai hai paheliya man mein kare jo athkheliya aisi kai hai paheliya man mein kare jo athkheliya jane kaun sa rasta usake ghar ko jata jane kaun sa rang hai usake mann ko bhata