SONG: Jane Jigar Hai Hai, Dekho To Idhar Hai Hai - जाने जिगर हाय हाय, देखो तो इधर हाय हाय

Jane Jigar Hai Hai, Dekho To Idhar Hai Hai - जाने जिगर हाय हाय, देखो तो इधर हाय हाय

LYRICS:
jāne jigar hay hay dekho to idhar hay hay jāne jigar hay hay dekho to idhar hay hay nazreṅ to lakhoṅ haiṅ magar teri nazar hay hay jāne jigar hay hay dekho to idhar hay hay nazreṅ to lakhoṅ haiṅ magar teri nazar hay hay jāne jigar hay hay rukī hai bahār ghaṭāoṅ ke tale javāṇ hai khumār kahāṇ uṭh ke chale rukī hai bahār ghaṭāoṅ ke tale javāṇ hai khumār kahāṇ uṭh ke chale dekho jī merā dil na jale merā dil na jale dilbar hay hay jāne jigar hay hay dekho to idhar hay hay dekho to idhar hay hay nazreṅ to lakhoṅ haiṅ magar teri nazar hay hay jāne jigar hay hay nazar meṅ jalā ke umaṅgoṅ ke diye āye the huzūr baṛī āas liye nazar meṅ jalā ke umaṅgoṅ ke diye āye the huzūr baṛī āas liye mudke zarā dekh bhī lo zarā dekh bhī lo jī idhar hay hay jāne jigar hay hay dekho to idhar hay hay nazreṅ to lakhoṅ haiṅ magar teri nazar hay hay jāne jigar hay hay dekho to dekho to idhar hay hay