SONG: Jane Jana Paas Aao - जाने जाना पास आओ

Jane Jana Paas Aao - जाने जाना पास आओ

LYRICS:
jane jana pas aao aao na kya kaha soch lo ye hawaye kya kahegi ye nazare kya kahege do jawan dil magar dur dur jal rahe hai apni apni aag me aao na hawao ko dekho nazaaro ko dekho jo mujhse hai badhke hansi mera husn to hai nigaho ka dhokha ye dhokha na khana kabhi jaan-e-bahaar jaan-e-jigar raks ki in chancahl lehro me kyu na hum dono bah jaye chillane do in saaso ko hum chupke se kuch kah jaye aur jara jo paas aa jao ghulti milti in sanso ki khushbu jivan jyot banegi preet hasengi hai na ye sanso ki khushbu ye bato ka jadu ye sajish hai halaat ki ye nagmo ki barish ye sazo ki halchal hai bas ek hi raat ki ye khamoshi ye aadhi raat chand ki aankhe ojhal ojhal aise me kyu na hum dono chalte jaye badhte jaye aur jaha aakash zami se mil jaye dam tod de hum dono, subha swere koi farishta sehar ko aaye dekhe do thandi lasho ko aur shabnam ke katre chunkar unko ek kafan pehna de mera is safar me ye pehla kadam hai chalungi jidhar le chalo na raaho se vaakif na malum manjil mai hu bekhabar le chalo mai hu bekhabar le chalo mai hu bekhabar le chalo