SONG: Jane Chaman Shola Badan, Pehlu Me Aa Jao - जान-ए-चमन शोला-बदन पहलू में आ जाओ

Jane Chaman Shola Badan, Pehlu Me Aa Jao - जान-ए-चमन शोला-बदन पहलू में आ जाओ

LYRICS:
jan-e-chaman shola-badan pehlu me aa jao o mere dil mere hamdam baho me aa jao hay jan-e-chaman shola-badan pehlu me aa jao hay o mere dil mere hamdam baho me aa jao madhosh hai jindagi, charo taraf bekhudi madhosh hai jindagi, charo taraf bekhudi thamo mujhe mai gira thamo mujhe mai gira, laheraye dil ki lagi jan-e-chaman shola-badan pehlu me aa jao o mere dil mere hamdam baho me aa jao pani jo ham par gire, ek aag tan me lage pani jo ham par gire, ek aag tan me lage tumko khabar kya sanam tumko khabar kya sanam, kehte hai ulfat ise o mere dil mere hamdam baho me aa jao hoy-hoy jan-e-chaman shola-badan pehlu me aa jao badal se barse nasha, bhigi huyi hai fija badal se barse nasha, bhigi huyi hai fija thandi hawa jab chale thandi hawa jab chale, kanpe hai dil ka diya o mere dil mere hamdam baho me aa jao hay jan-e-chaman shola-badan, pehlu me aa jao hay o mere dil mere hamdam baho me aa jao jan-e-chaman shola-badan pehlu me aa jao