SONG: Jane Bahar Yaro Ka Yaar - जाने बहार यारों का यार

Jane Bahar Yaro Ka Yaar - जाने बहार यारों का यार

LYRICS:
jane bahar yaro ka yar yaro mujhe sabse hai pyar he mai hu rahi mastana mujhe samjho na diwana mai jamane se nahi hu mere dam se hai zamana he mai hu rahi mastana mujhe samjho na diwana mai jamane se nahi hu mere dam se hai zamana hum jo bahke mahke bahare hum hase to hasti hai kaliya hum ruke to ruk jaye rahe hum chale to chalti hai dunia mai hu rahi mastana mujhe samjho na diwana mai jamane se nahi hu mere dam se hai zamana hai ye dharti apna bistar or gagan hai apni chadar shardi garmi aandhi tufa apne aage ek barabar mai hu rahi mastana mujhe samjho na diwana mai jamane se nahi hu mere dam se hai zamana itna sa hai mera fasana sabke bigde kam banana apno se hai yari apni gairo ko bhi apna jana mai hu rahi mastana mujhe samjho na diwana mai jamane se nahi hu mere dam se hai zamana jane bahar yaro ka yar yaro mujhe sabse hai pyar