SONG: Janam Janam Ke Paap Kate - जन्म जन्म के पाप कटे

Janam Janam Ke Paap Kate - जन्म जन्म के पाप कटे

LYRICS:
janam janam ke paap kate, baadal dur fate janam janam ke paap kate, baadal dur fate jo mukh se ek bar rate, shri krishna sharanm namh shri krishna sharanm namh shri krishna sharanm namh teen shabd ka ye sangeet jo teen shabd ka ye sangeet, mukti dilane waala geet isko gakar jag ko jeet isko gakar jag ko jeet shri krishna sharanm namh shri krishna sharanm namh kam krodha mat bhasm kare, log moh ke praan hare kam krodha mat bhasm kare, log moh ke praan hare jo mukh me ye mantr bhare jo mukh me ye mantr bhare, shri krishna sharanm namh shri krishna sharanm namh shri krishna sharanm namh gale me tulsi ki maala gale me tulsi ki maala adhar pe bhakti ka pyaala, man me parbhu ka ujiyala man me prabhu ka ujiyala, shri krishna sharanm namh shri krishna sharanm namh shri krishna sharanm namh kaliyug me ye hain vardan, jan jan ka karta kalyaan kaliyug me ye hain vardan, jan jan ka karta kalyaan vaishnav jan ka mantr mahan vaishnav jan ka mantr mahan, shri krishna sharanm namh shri krishna sharanm namh shri krishna sharanm namh shri krishna sharanm namh shri krishna sharanm namh