SONG: Janam Janam Kaa Saath Hai Nibhaane Ko - जन्म-जन्म का साथ है निभाने को

Janam Janam Kaa Saath Hai Nibhaane Ko - जन्म-जन्म का साथ है निभाने को

LYRICS:
janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye pyar amar hai duniya me, pyar kabhi nahi marta hai pyar amar hai duniya me, pyar kabhi nahi marta hai maut badan ko aati hai, ruh ka jalwa rahta hai janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye o shahjadi sapno ki itni tu hairaan na ho o shahjadi sapno ki itni tu hairaan na ho mai bhi tera sapna hu, jaan mujhe anjan na ho janam-janam ka sath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye janam-janam ka sath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye tu manzil mai raahi hu, ek din tujhko paunga tu manzil mai raahi hu, ek din tujhko paunga kaun mujhe ab rokega, hardam yuhi aaunga janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye