SONG: Janam Din Aaya, Mamta Ki Jyot Jagi - जन्म दिन आया आया ममता की ज्योत जागी

Janam Din Aaya, Mamta Ki Jyot Jagi - जन्म दिन आया आया ममता की ज्योत जागी

LYRICS:
janam din aaya aaya mamta ki jyot jaagi janam din aaya aaya mamta ki jyot jaagi ke hansti rahe sada yu hi meri chaand taaro ki shahjadi rango bhara gudiya ko joda pehna ke rango bhara gudiya ko joda pehna ke armaan ki kaliyo se angana sazake matwali mamta ne apne dil ki shama jala di janam din aaya aaya mamta ki jyot jaagi ke hansti rahe sada yu hi meri chaand taaro ki shahjadi taaro ka lekar tohfa chanda bhi aaya ho taaro ka lekar tohfa chanda bhi aaya rani ke layak humne kuchh bhi na paya phir nanhi umar pe wari hokar apni umar mila di janam din aaya aaya mamta ki jyot jaagi