SONG: Jana Desh Piya Ke Jana - जाना, जाना, जाना नदिया जाना

Jana Desh Piya Ke Jana - जाना, जाना, जाना नदिया जाना

LYRICS:
jana, jana, jana nadiya jana desh piya ke jana jana, jana, jana nadiya jana desh piya ke jana man ki baat sunana, nadiya jana man ki baat sunana jana, jana, jana nadiya jana desh piya ke jana jalti is paar ji ki jawala jalti is paar ji ki jawala saajan ko dikhalana hamri vyatha sunana hamri vyatha sunana nadiya jana, desh piya ke jana jana, jana, jana nadiya jana desh piya ke jana maujo me bahar man ki mauje le ja le ja, le ja maujo me bahar man ki mauje le ja le ja, le ja maujo ka saaz bajana maujo ka saaz bajana biraha ke geet sunana maujo ka saaz bajana biraha ke geet sunana nadiya jana, desh piya ke jana jana, jana, jana nadiya jana desh piya ke jana nadiya jana, desh piya ke jana jana, jana, jana nadiya jana desh piya ke jana nadiya jana