SONG: Jan Gayi Rama Main Duniya Ka Pyar - जान गई रामा मैं दुनिया का प्यार

Jan Gayi Rama Main Duniya Ka Pyar - जान गई रामा मैं दुनिया का प्यार

LYRICS:
he bhaiya ho ho he bhaiya he bhaiya ho ho he bhaiya he bhaiya ho ho he bhaiya jaan gayi rama main duniya ka pyaar jaan gayi rama main duniya ka pyaar ho ke kisi ki najar ka shikaar jaan gayi rama main duniya ka pyaar main bhi thi ek din ek jal ki machhriya main bhi thi ek din ek jal ki machhriya pad gayi ek jaalim ki mujhpe najariya meri taraf jab usne jaal feka chhod ke aa gayi apni nagariya sab kuchh mai kar baithi us par nisaar jaan gayi rama main duniya ka pyaar jaan gayi rama main duniya ka pyaar kha kha ke jhuthi mohabbat ki kasme kha kha ke jhuthi mohabbat ki kasme jaalim ne mujhko kiya apne bas me itane me aayi najar aur machhali itane me aayi najar aur machhali sab tod baitha o chahat ki rasme rah gayi tadap ke main bich bazaar jaan gayi rama main duniya ka pyaar jaan gayi rama main duniya ka pyaar kya kya us machhli ko dega ab dhokhe kya kya us machhli ko dega ab dhokhe usko bhi chahat jatayega ro ke jab fir tera bhed aakhir khulega tadpega ek din tu barbaad hoke tadpega ek din tu barbaad hoke tere bhi dil par chalegi kataar jaan gayi rama main duniya ka pyaar jaan gayi rama main duniya ka pyaar ho ke kisi ki najar ka shikaar jaan gayi rama main duniya ka pyaar jaan gayi rama main duniya ka pyaar he bhaiya ho ho he bhaiya he bhaiya ho ho he bhaiya he bhaiya ho ho he bhaiya he bhaiya ho ho he bhaiya