SONG: Jamuna Kinare Baje - जमुना किनारे बजे

Jamuna Kinare Baje - जमुना किनारे बजे

LYRICS:
jamuna kinare baje shyaam ki basuriya shyam ki basuriya baje shyam ki basuriya shyam to hai radha ka baanvra shyam to hai radha ka baanvra o o kanha ke rang rangi radha banwariya radha ke rang ranga sanvra radha ke rang ranga sanvra jamuna kinare baje shyaam ki basuriya shyam ki basuriya baje shyam ki basuriya gokul me gokul me, shor macha shor macha kaha gayi gwalan ki chhoriya kaha gayi gwalan ki chhoriya ghar aangan ghar aangan, bisra ke bisra ke mohan sang raas rache goriya mohan sang raas rache goriya ho o sab me samaake sabse aankhiya churake raadha ke sang chala saawara saawara saawara saawara saawara jamuna kinare baje shyaam ki basuriya shyam ki basuriya baje shyam ki basuriya radha ki radha ki, payal se payal se bandhi jaise murali ki taan re bandhi jaise murali ki taan re kanha ki kanha ki, murli me murli me base jaise radha ke praan re base jaise radha ke praan re o o o radha ke jaisi koi duji na premika kanha sa premi nahi dusra saawara saawara saawara saawara jamuna kinare baje shyaam ki basuriya shyam ki basuriya baje shyam ki basuriya