SONG: Jamuna Ke Tat Pe Maari Najariya (Aaja Tu Aaja Meri Baho Me) - जमुना के तट पे मारी नजरिया (आजा तू आजा मेरी बाँहों मे )

Jamuna Ke Tat Pe Maari Najariya (Aaja Tu Aaja Meri Baho Me) - जमुना के तट पे मारी नजरिया (आजा तू आजा मेरी बाँहों मे )

LYRICS:
jamuna ke tat pe maari najariya aisi sawariyayi ghayal ho gyi sang ke sajda ghayal ho gyi sang ke sajda khil gya jamuna jal mai lene gajariya gayi thi bajariya , lane gajariya gyi thi bajariya bajariya mai mil gye baanke saawariya tagdi mori chheen ke usne bahiyan marori are tagdi mori chheen ke usne bahiyan marori ,bahiyan maror ke punchhe kya marji hai tori fir mai aise sharmayi , fir mai aise sharmayi nikla vo aisa harjayi lut gyi is halchal mai gajra gir gya jamuna jal mai gajra gir gaya jamuna jal mai o preet mai uske main aisi khoyi o preet mai uske main aisi khoyi aa.. aa... o preet mai uske main aisi khoyi na mai jagi na mai soyi mera aanchal kajal payalteenon kar gya gya ghayal are ther ther kaanpi kori kaya dol gya man chanchal mai fir kate kate na raina fir kaate kate na raina kari chheen ke le gya chaina le gyi mai chalne gajra gir gya jamuna jal mai gajra gir gya jamuna jal mai gajra gir gya jamuna jal mai han gajra gir gya jamuna jal mai