SONG: Jalwaa Baqadr E Zarf E Nazar Dekhate Rahe - जलवा बक़द्र-ए-ज़र्फ़-ए-नज़र देखते रहे

Jalwaa Baqadr E Zarf E Nazar Dekhate Rahe - जलवा बक़द्र-ए-ज़र्फ़-ए-नज़र देखते रहे

LYRICS:
jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar dekhte rahe jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar dekhte rahe kyaa dekhte hum unko magar dekhte rahe kyaa dekhte hum unko magar dekhte rahe apna hi aksh pesh-e-nazar dekhte rahe apna hi aksh pesh-e-nazar dekhte rahe aaina rubaru ka jidhar dekhte rahe aaina rubaru ka jidhar dekhte rahe jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar dekhte rahe kyaa dekhte hum unko magar dekhte rahe jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar dekhte rahe unki hari minaaj kaha aur hum kaha unki hari minaaj kaha aur hum kaha naksho nigaar-e-parda idhar dekhte rahe naksho nigaar-e-parda idhar dekhte rahe jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar dekhte rahe kyaa dekhte hum unko magar dekhte rahe jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar dekhte rahe aisi bhi kuchh firaaq ki raate guzar gai aisi bhi kuchh firaaq ki raate guzar gai jaise unhi ko pesh-e-nazar dekhte rahe jaise unhi ko pesh-e-nazar dekhte rahe jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar dekhte rahe kyaa dekhte hum unko magar dekhte rahe jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar dekhte rahe har lahja shaan-e-husn badlti rahi jigar har lahja shaan-e-husn badlti rahi jigar har aar hum jahan-e-jigar dekhte rahe har aar hum jahan-e-jigar dekhte rahe jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar dekhte rahe kyaa dekhte hum unko magar dekhte rahe kyaa dekhte hum unko magar dekhte rahe jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar dekhte rahe