SONG: Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya - जलती हुई जवानियाँ, ये अनकही कहानियाँ

Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya - जलती हुई जवानियाँ, ये अनकही कहानियाँ

LYRICS:
jalti huyi jawaniya, ye ankahi kahaniya allah re qayamat, allah re qayamat jalti huyi jawaniya, ye ankahi kahaniya allah re qayamat, allah re qayamat jalti huyi jawaniya aanchal udaa hawa mein, halchal huyi ghata mein khushboo si bas gayi hai, bahki huyi faza mein bahki huyi faza mein, nigahe jahan jam gayin hawaye wahin tham gayi, bas mein hai jaise kudrat allah re qayamat, jalti huyi jawaniya phhoolon bhara wo daman, jaise khilaa ho gulshan jalwon ki chandni hai, jalwon ki chandni hai naazo adaa ka sawan, naazo adaa ka sawan runak chham chham, chham chham ye bahke se qadam, dil kyon bache salamat allah re qayamat, jalti huyi jawaniyaa jab tan lachak gayaa hai, ho sholaa bhadak gayaa hai jaise koi sharaabi, jaise koi sharaabi peekar bahak gaya hai, peekar bahak gaya hai dhanak bal khaa gayi, fazaa lahraa gayi ye loch ye nazaakat allah re qayamat, jalti huyi jawaniya ye husn chhalkaa chhalkaa, ye raks halka halka lahro pe doltaa sa, ek phhol hai kamal ka ek phhol hai kamal ka, nadi pe thhirke kiran bahe jaise pawan, har ek ada hai aafat alla re qayamat, jalti huyi jawaniya ye ankahi kahaniya, allah re qayamat allah re qayamat, jalti huyi jawaniya