SONG: Jalte Hai Jiske Liye Teri Aankhon Ke Diye - जलते है जिसके लिए तेरी आँखों के दीए

Jalte Hai Jiske Liye Teri Aankhon Ke Diye - जलते है जिसके लिए तेरी आँखों के दीए

LYRICS:
jalate hai jiske liye teri aankhon ke diye dhundh laya hu vahi geet mai tere liye jalte hai jiske liye jalate hai jiske liye teri aankhon ke diye dhundh laya hu vahi geet mai tere liye jalte hai jiske liye dard banake jo mere dil mein raha dhal na saka jadu banake teri aankhon mein ruka chal na saka dard banake jo mere dil mein raha dhal na saka jadu banake teri aankhon mein ruka chal na saka aaj laya hu vahi geet main tere liye jalte hai jiske liye dil mein rakh lena ise hantho se ye chhute na kahi geet najuk hai mera shishe se bhi tute na kahi dil mein rakh lena ise hantho se ye chhute na kahi geet najuk hai mera shishe se bhi tute na kahi gungunaunga yahi geet main tere liye jalte hai jiske liye jab talak ye na tere rashke bhare hontho se mile yu aawara firega ye teri julfo ke tale jab talak ye na tere rashke bhare hontho se mile yu aawara firega ye teri julfo ke tale gayejaunga yahi geet main tere liye jalate hai jiske liye teri aankhon ke diye dhundh laya hu vahi geet mai tere liye jalte hai jiske liye