SONG: Jalta Dil-E-Naushad Hai Malum Nahi - जलता दिल-ए-नौशाद हैं मालुम नहीं

Jalta Dil-E-Naushad Hai Malum Nahi - जलता दिल-ए-नौशाद हैं मालुम नहीं

LYRICS:
jalta dil-e-naushad hain jalta dil-e-naushad hain malum nahi kyon fir lab pe teri yaad hain malum nahi kyon hay lab teri yaad hain malum nahi kyon ulfat ne aake chhin li mujhse meri khushi aati hain jamaane ko mere haal pe hanshi aati hain jamaane ko mere haal pe hanshi ho ho mere haal pe hansi duniyaa meri barbaad hain duniyaa meri barbaad hain, malum nahi kyo hay lab pe teri yaad hain malum nahi kyo fir lab pe teri yaad hain malum nahi kyo aati hain yaad mujhko beeti wo kahaani pahalu me mere thi teri madhosh jawaani pahalu me mere thi teri madhosh jawaani ho ho madhosh jawaani ab hampe ye bedaad hain ab hampe ye bedaad hain, malum nahi kyon hay lab pe teri yaad hain, malum nahi kyo fir lab pe teri yaad hain, malum nahi kyo kitana bhi chaaho karlo sitam hampe tum sanam tujhko na bhulaayenge tere pyaar ki kasam tujhko na bhulaayenge tere pyaar ki kasam ho ho tere pyaar ki kasam har saans me fariyaad hain har saans me fariyaad hain, malum nahi kyon hay lab pe teri yaad hain, malum nahi kyo fir lab pe teri yaad hain, malum nahi kyo jalta dil-e-naushad hain jalta dil-e-naushad hain malum nahi kyon fir lab pe teri yaad hain malum nahi kyon hay lab teri yaad hain malum nahi kyon