SONG: Jale Jalane Wale Humko Jaise Mombatti - जले जलाने वाले हमको जैसे मोमबती

Jale Jalane Wale Humko Jaise Mombatti - जले जलाने वाले हमको जैसे मोमबती

LYRICS:
jale jalane wale hamko jaise mombati jale jalane wale hamko jaise mombati dil hi dil me rahe ubalte jaise chay ki patti are bhai chay ki patti jale jalane wale hamko jaise mombati jale jalane wale hamko jaise mombati ek jhalak dikhla kar hamko chhup kar baithe kone me aji do aane bhar kasar rahi hai ab to pagal hone me samjhe apni preet wo mahangi jan hamari sasti ha jan hamari sasti jale jalane wale hamko jaise mombati kahde unse jake koi nahi kisi ke hote hai wo laila ki beti hai to ye majnu ke bete hai yaha baith ke ek minute me kurban kar de hasti ha kurban kar de hasti ha kurban kar de hasti mare jalane wale jale jalane wale hamko jaise mombati masum hamara dil hai jaise panch baras ka bacha aji bhola bhala sidha sadha preet me apni sacha mat isko tadpa aye jalim raham to kar tu ratti raham to kar tu ratti raham to kar tu ratti mare jalane sada jalane jale jalane wale hamko jaise mombati jale jalane wale hamko jaise mombati