SONG: Jalaa Kar Aag Dil Men Zindagi Barabaad Karate Hain - जलाकर आग दिल में जिंदगी बर्बाद करते हैं

Jalaa Kar Aag Dil Men Zindagi Barabaad Karate Hain - जलाकर आग दिल में जिंदगी बर्बाद करते हैं

LYRICS:
jalakar aag dil me zindagi barbaad karte hain na hansate hain na rote hain na kuch fariyaad karte hain jalakar aag dil me ummide hasrat o armaan sab apna liye dil me liye barbaadiya ab ranj o gam aabaad karte hai na hansate hain na rote hain na kuch fariyaad karte hain jalakar aag dil me rahe majburiya apni rahe barbaadiya apni hum apne aashiya ko aap hi barbaad karte hain na hansate hain na rote hain na kuch fariyaad karte hain jalakar aag dil me nahi apni koi manzil kaha jaye kidhar jaye sahara maut ka hai maut ko apna karte hain na hansate hain na rote hain na kuch fariyaad karte hain jalakar aag dil me duniya se shikayat kaun kare duniya se shikayat kaun kare armaan bhara dil tut gaya ye kaun aaya chupke chupke khusiyon ke chaman ko loot gaya duniya se shikayat kaun kare ye kaisi bahaare hain dil me ye kaisi bahaare hain dil me aasha ke kamal murjhane lage aasha ke kamal murjhane lage wo daman bhi kya daaman hai wo daman bhi kya daaman hai jo haath me aakar chhut gaya duniya se shikayat kaun kare jalti hai chita jo dil me tere aaho se laga ashqo se bujha aaho se laga ashqo se bujha jal jal ke mkohbbat kahti hai jal jal ke mkohbbat kahti hai dil toot gaya, dil toot gaya dil toot gaya, hay toot gaya