SONG: Jala Ke Khaak Na Kar Du - जला के ख़ाक ना कर दूँ

Jala Ke Khaak Na Kar Du - जला के ख़ाक ना कर दूँ

LYRICS:
aasma ki khair mana mitane wale o mitane wale ab apni maut par rona tere jahan ko pada diljalo se kaam nahi tere jahan ko pada diljalo se kaam nahi jala ke khak na kar du to ishq naam nahi tere jahan ko kaisa ye kanun jo dil ke khun se likha jaye jalim hai dastur teri duniya ka haye haye kaisa ye kanun jo dil ke khun se likha jaye nikli hu main aaj sulagti chingari banke kah de koi aaj na mujhse daman ko uljhaye wo aag hu main ke jiska koi paiyam nahi jala ke khak na kar du to ishq naam nahi tere jahan ko ulfat ka makam teri duniya me thokar khaye jalta hai ghum se dile diwana haye haye ulfat ka makam teri duniya me thokar khaye chamke dil ke daag bhadakti hai daago ki aag teri duniya aaj mere saye se bachke jaye tu ghum ka shola main koi chiraage sham nahi jala ke khak na kar du to ishq naam nahi tere jahan ko pada diljalo se kaam nahi jala ke khak na kar du to ishq naam nahi tere jahan ko khudaya jalta hai gham se ye dile nakam haye haye jalta hai gham se ye dile nakam haye haye kuch kaam aa saka na tera naam haye haye kuch kaam aa saka na tera naam haye haye dushman meri taqdeer huyi sun le khudaya ranjhe se juda heer huyi o sun le khudaya jara sun le khudaya insaaf tera ho gaya badnaam haye haye kuch kaam aa saka na tera naam haye haye kuch kaam aa saka na tera naam haye haye khudaya o khudaya duniya teri jalim hai tu duniya ko jala de jis aag me jalti hu wahi aag laga de aag laga de kudrat pe teri aa gaya ilhehaye kuch kaam aa saka na tera naam haye haye kuch kaam aa saka na tera naam haye haye aag laga de aag laga de aag laga de aag laga de