SONG: Jala Kar Aag Dil Me Zindagi Barbad - जला कर आग दिल में ज़िन्दगी बरबाद

Jala Kar Aag Dil Me Zindagi Barbad - जला कर आग दिल में ज़िन्दगी बरबाद

LYRICS:
jala kar aag dil me, zindagi barbad karte hai na hanste hai, na rote hai, na kuch fariyad karte hai jala kar aag ummede hasrato armaan, sab dafna liye dil me liye barbadiyo ab, ranj-o-ghum aabad karte hai na hanste hai, na rote hai, na kuch fariyad karte hai jala kar aag rahe majburiya apni, rahe bardaiya apni hum apne aashiya ko, aap hi barbad karte hai na hanste hai, na rote hai, na kuch fariyad karte hai jala kar aag nahi apni koi manjil, kaha jaye, kidhar jaye sahara maut ka hai, maut ko ab yaad karte hai na hanste hai, na rote hai, na kuch fariyad karte hai jala kar aag