SONG: Jal Jal Ke Shama Ki Tarah - जल जल के शमा की तरह

Jal Jal Ke Shama Ki Tarah - जल जल के शमा की तरह

LYRICS:
jal jal ke shama ki tarah fariyad na karna main yaad bhi aau to mujhe yaad na karna mushkil hai bahut pyar ki duniya ko basana bedard zamane ka tarika hai purana do pyar bhare dil kabhi aabad na karna main yaad bhi aau to mujhe yaad na karna jal jal ke shama ki tarah fariyad na karna main yaad bhi aau to mujhe yaad na karna aakash ki choti pe mahal humne banaya duniya se bahut dur jahan apna basaya kismat ne magar chaha hume shaad na karna main yaad bhi aau to mujhe yaad na karna jal jal ke shama ki tarah fariyad na karna main yaad bhi aau to mujhe yaad na karna ab apne khayalo me mujhe tum na basana bhule se kabhi tum mere sapno me na aana agar dil me uthe dard toh fariyad na karna main yaad bhi aau to mujhe yaad na karna jal jal ke shama ki tarah fariyad na karna main yaad bhi aau to mujhe yaad na karna