SONG: Jal Jaa Parayi Aag Me - जल जा पराई आग में

Jal Jaa Parayi Aag Me - जल जा पराई आग में

LYRICS:
jal ja parayi aag me parwana kah gaya jal ja parayi aag me parwana kah gaya kitne pate ki baat ek diwana kah gaya kitne pate ki baat ek diwana kah gaya diwana kah gaya jal ja parayi aag me parwana kah gaya mujhko to sabki pyas bujhane se kaam hai mujhko to sabki pyas bujhane se kaam hai hotho tak aake raz ae paimana kah gaya paimana kah gaya jal ja parayi aag me parwana kah gaya jal ja parayi aag me parwana kah gaya deta na apne phul jo duniya ke baag ko deta na apne phul jo duniya ke baag ko aabad main bhi hota ye wirana kah gaya wirana kah gaya jal ja parayi aag me parwana kah gaya jal ja parayi aag me parwana kah gaya aayi subh to aakhri tara bhi tut ke aayi subh to aakhri tara bhi tut ke kaisi kati hai raat ye afsana kah gaya afsana kah gaya jal ja parayi aag me parwana kah gaya jal ja parayi aag me parwana kah gaya kitne pate ki baat ek diwana kah gaya diwana kah gaya jal ja parayi aag me parwana kah gaya