SONG: Jal Gaya Bahar Me Mere Dil Ka Aashiyana - जल गया बहार में मेरे दिल का आशियाना

Jal Gaya Bahar Me Mere Dil Ka Aashiyana - जल गया बहार में मेरे दिल का आशियाना

LYRICS:
jal gaya bahar me mere dil ka aashiyana jal gaya bahar me jalte jalte lut gaya jindagi ka karvaan jal gaya bahar me dil ne kisi ko kho diya hans ke naseeb ro diya dil ne kisi ko kho gaya hans ke naseeb ro diya mit gayi dhar vo hone na payi thi jawa aashu ban ke beh gayi do dilo ki dastan jal gaya bahar me mere dil ka aashiyana hotho pe aa gaya hai dam kaise jiyenge haye ham hotho pe aa gaya hai dam kaise jiyenge haye ham dil pe mere geer padi ranjo gam ki bijaliya tu hi keh de aasaman jaye to jaye kaha jal gaya bahar me mere dil ka aashiyana jal gaya bahar me