SONG: Jal Barsaye Nayanwa - जल बरसाये नैनवा

Jal Barsaye Nayanwa - जल बरसाये नैनवा

LYRICS:
jal barsaye nainwa man mein kaisi aag lagi man mein kaisi aag lagi man mein kaisi aag lagi kyo aa gayi jawani mujhpar liye dukho ka haar gaya kaha wo bhola bachapan kit lado pyari uljhan mein hai jaan fansi ye kaisi aah lagi man mein kaisi aag lagi man mein kaisi aag lagi main samjhi thi prem kali se mahak uthegi kyari jane eka ek hua kya kali bani chigari ek deepak se ghar jalta hai dhuaa nikal na paye ghut ghut kar marti abla nikale na munh se aah uljhan mein hai jaan fansi ye kaisi aah lagi man mein kaisi aag lagi man mein kaisi aag lagi