SONG: Jaisi Karni Vaisi Bharni - जैसी करनी वैसी भरनी

Jaisi Karni Vaisi Bharni - जैसी करनी वैसी भरनी

LYRICS:
jaisi karni waisi bharni yahi prabhu ka nyay boye beej babul ke to aam kaha se khaye jo jaisa boye beej, yaha karni ka jo jaisa boye beej, yaha karni ka waisa hi wo phal pata dusro ke ghar me aag lagane wala khud hi usme jal jata jo jaisa boye beej, yaha karni ka dhul uchali to sar pe giregi bande na itna bhul kankar ke badle pathar milega kate ke badle shul jo jaisa apna khata dikhata wo waisa hisab chukata dusro ke ghar me aag lagane wala khud hi usme jal jata jo jaisa boye beej, yaha karni ka waisa hi wo phal pata dusro ke ghar me aag lagane wala khud hi usme jal jata jo jaisa boye beej, yaha karni ka