SONG: Jaise Kahin Lehra Ke Pawan Chanchal Nikle Tod Ke - जैसे कहीं लहराके पवन चंचल निकले

Jaise Kahin Lehra Ke Pawan Chanchal Nikle Tod Ke - जैसे कहीं लहराके पवन चंचल निकले

LYRICS:
jaise kahi lahrake pawan chanchal nikle jaise kahi lahrake pawan chanchal nikle tod kar har janjir sitam hum chal nikle bin jane bin dekhe kise humrahi kah de bin jane bin dekhe kise humrahi kah de dunia ko thukrake hum khiche hue aachal nikle jaise kahi lahrake pawan chanchal nikle tod kar har janjir sitam hum chal nikle waha koi nahi apna piche mud kar kya takna waha koi nahi apna piche mud kar kya takna chalte hi rhne ki jab bandh ke hum payal nikle jaise kahi lahrake pawan chanchal nikle tod kar har janjir sitam hum chal nikle aayegi kabhi ye dil teri manchahi koi manjil aayegi kabhi ye dil teri manchahi koi manjil hum bhi to isi dhun me ankho me bhare kajal me chale jaise kahi lahrake pawan chanchal nikle tod kar har janjir sitam hum chal nikle