SONG: Jai Raghunandan Jaii - जय रघुनन्दन जय

Jai Raghunandan Jaii - जय रघुनन्दन जय

LYRICS:
jay raghunandan jay siyaram janki vallabh seeta raam sabse nirali mahima hai bhayi do akshar ke naam ki jay bolo siya balram ki jay bolo siya balram ki sabse nirali mahima hai bhayi do akshar ke naam ki jay bolo siya balram ki jay bolo siya balram ki o do akshar ka jadu hai nyara raam raam jay raam raam bhawsagar se taran hara raam raam jay raam raam prabhu jab apna tewar na hara phir hai kitani dur kinara phir hai kitani dur kinara mere raam rakhte hai khabariya pal chhin charo dham ki jay bolo siya balram ki jay bolo siya balram ki pani me taire pathar ki nayya raam raam jay raam raam raam ki naiyya hai raam khevayya raam raam jay raam raam sagar se ab kya darna hai bhayya sathi hai jab raam ramaiyya sathi hai jab raam ramaiyya badal dal si nikali hai toli pawan putr hanuman ki jay bolo siya balram ki jay bolo siya balram ki ab na rahegi sone ki lanka naam mitega ab rawan ka bhar hatega dharti ka jan ka raam naam ka gujega danka raam naam ka gujega danka raam naam ka gujega danka varsho ke bichhade phir se milenge ramchandr aur janki jay bolo siya balram ki jay bolo siya balram ki sabse nirali mahima hai bhayi do akshar ke naam ki jay bolo siya balram ki jay bolo siya balram ki jay bolo siya balram ki jay bolo siya balram ki jay bolo siya balram ki jay bolo siya balram ki