SONG: Jai Raghunandan (Jai Bolo Siyawar Ram) - जय रघुनन्दन, (जय बोलों सियावर राम)

Jai Raghunandan (Jai Bolo Siyawar Ram) - जय रघुनन्दन, (जय बोलों सियावर राम)

LYRICS:
jai raghunandan, jai siya ram janki valabh sita ram sabse nirali mahima hai bhai do aksar ke naam ki jai bolo siyawar ram ki jai bolo siyawar ram ki sabse nirali mahima hai bhai do aksar ke naam ki jai bolo siyawar ram ki jai bolo siyawar ram ki ho do aksar ka jadu hai nayara ram ram jai ram ram bhavsagar se taran hara ram ram jai ram ram prabhu jap apna khevan hara phir hai kitni dur kinara phir hai kitni dur kinara mere ram rakhte hai khabariya palchhin charo dham ki jai bolo siyawar ram ki jai bolo siyawar ram ki pani me taire patthar ki naiya ram ram jai ram ram ram ki naiya hai ram khivaiya ram ram jai ram ram sagar se ab kya darna hai bhaiya sathi hai jab ram ramaiya sathi hai jab ram ramaiya badal dal si nikli hai toli pavan putar hanuman ki jai bolo siyawar ram ki jai bolo siyawar ram ki ab na rahegi sone ki lanka naam mitega ab ravan ka bhaar hatega dharti gagan ka ram naam ka gunjega danka ram naam ka gunjega danka ram naam ka gunjega danka barso ke bichhde phir se milenge ramchandar aur janki jai bolo siyawar ram ki jai bolo siyawar ram ki sabse nirali mahima hai bhai do aksar ke naam ki jai bolo siyawar ram ki jai bolo siyawar ram ki jai bolo siyawar ram ki jai bolo siyawar ram ki jai bolo siyawar ram ki jai bolo siyawar ram ki jai bolo siyawar ram ki jai bolo siyawar ram ki