SONG: Jai Jaikaar Mata Ki Aao Saran Bhawani Ki - जय जयकार माता की आओ शरण भवानी की

Jai Jaikaar Mata Ki Aao Saran Bhawani Ki - जय जयकार माता की आओ शरण भवानी की

LYRICS:
jai jaikar mata ki aao sharasn bhawani ki ek bar fir prem se bolo jai durga maharani ki jai durga maharani ki pahli devi shailputri hai kiye bail ki swari ardhchandar mathe par sohe sundar rup manohari, sundar rup manohari liye kamandal phul kamal ke or rudrakhsho ki mala hui dusri brahamcharini kare jagat me ujiyala, kare jagat me ujiyala puran chandarma si nirmal hai, devi chandarghanta mata inke sumiran se nirbal bhi bairi par hai jai pata, bairi par hai jai pata jai jaikar mata ki aao sharasn bhawani ki ek bar fir prem se bolo jai durga maharani ki jai durga maharani ki chothi devi kushmanda hai inki lila hai nyari amrit bhara kalash hai kar me kiye bagh ki yeh sawari, kiye bagh ki yeh sawari kar me kamal singh par aasan sab ka subh karne wali mangalmai kandmata hai jag ka dukh harne wali, jag ka dukh harne wali muni katyayan ki ye kanya, hai sabki katyani ma danvta ki shatru or manwata ki sukhdayini maa, manwata ki sukhdayini maa jai jaikar mata ki aao sharasn bhawani ki ek bar fir prem se bolo jai durga maharani ki jai durga maharani ki yahi kal ratri devi hai mahaparlay dhane wali sab prani ke khane wale kal ko bhi khane wali, kal ko bhi khane wali swet bail hai wahan jinka , tan par swetambar bhata yahi maha gori devi hai sabki jagdamba mata, sabki jagdamba mata sankh chakkar or gada padam, kar me dharan karne wali yahi sidhi datri mata hai ridhi sidhi dene wali, ridhi sidhi dene wali jai jaikar mata ki aao sharasn bhawani ki ek bar fir prem se bolo jai durga maharani ki jai durga maharani ki