SONG: Jai Jai Ramkrishna Hari, Tujh Me Ram Mujh Me Ram - जय जय राम कृष्णहरी, तुझ में राम मुझ में राम

Jai Jai Ramkrishna Hari, Tujh Me Ram Mujh Me Ram - जय जय राम कृष्णहरी, तुझ में राम मुझ में राम

LYRICS:
jai jai ramkrishan hari jai jai ramkrishan hari jai jai ramkrishan hari jai jai ramkrishan hari ram kaha ram kaha ram kaha tujh me ram mujh me ram sab me ram samaya sab se kar le pyar jagat me koi nahi hai paraya re tujh me ram tujh me ram mujh me ram sab me ram samaya sab se kar le pyar jagat me me koi nahi hai paraya re tujh me ram na mandir na wo masjid na kave kailash man darpan me dekh le murakh parbhu to tere pas gori ma ki bhai gori ma ki kali maa ki sabne uski chhaya sab se kar le pyar jagat me koi nahi hai paraya re tujh me ram arey zara sa chhu lene de uska ho jaye apman andhi puja karne wale wo kaisa bhagwan jat pat ke bhai jat pat ke bhed bhav me kahe janam gwaya sab se kar le pyar jagat me koi nahi hai paraya re tujh me ram arey parbhu ke ghar se kya tumne mehman ko diya nikal murakh bhakto mandir se bhagawn ko diya nikal ghar me to har yug se insan me dekh na paya sab se kar le pyar jagat me koi nahi hai paraya re tujh me ram bhai tujh me ram mujh me ram sab me ram samaya sab se kar le pyar jagat me koi nahi hai paraya re tujh me ram jai jai ramkrishan hari jai jai ramkrishan hari jai jai ramkrishan hari jai jai ramkrishan hari