SONG: Jai Jai Bharat Desh Hamara - जय जय भारत देश हमारा

Jai Jai Bharat Desh Hamara - जय जय भारत देश हमारा

LYRICS:
jai jai bharat desh hamara jai jai bharat desh payar shanti ka duniya ko deta hai sandesh jai jai bharat desh hamara jai jai bharat desh hue yaha par balak neta law kush jaise veer vijeta maut se takkar lene wale dhruv parlad sawran nachketa haunhar se amar shahido ka ye pyara desh jai jai bharat desh hamara jai jai bharat desh ram karishan gautam gandhi ne is dharti par janam liya veer bharat ke parakarmo ne bharat bhumi ise nam diya is dharti ke bache degaye jag ko yah aadesh jai jai bharat desh hamara jai jai bharat desh sita tara savitri thi veer hamari mata jin jin ke itihas amar hai unse hamara nata sadiyo se ye desh hai deta jag ko yahi updesh jai jai bharat desh hamara jai jai bharat desh