SONG: Jai Hind Ki Sena - जय हिन्द की सेना

Jai Hind Ki Sena - जय हिन्द की सेना

LYRICS:
swadharme nidhanam shreyah swadharme nidhanam shreyah jai jai jai jai jai jai jai jai jai swadharme nidhanam shreyah jai jai jai swadharme nidhanam shreyah sooraj ki tarah jalta jaa tu aandhi ki tarah badhta jaa tu chalta jaa tu chalta jaa yeh dharam hai tera ladta jaa sooraj ki tarah jalta jaa tu aandhi ki tarah badhta jaa tu kadam yeh tere kabhi rukein na jai hind ki senaa jai hind ki senaa jai hind ki senaa bankaron pe bomb gira ke bol zindabad tu shershah hardam rahega sarhadon ko yaad tu phoonkta jaa phoonkta jaa zalimon ki bastiyan dushmanon ko kya pata hai aag ki aulad tu bankaron pe bomb gira ke bol zindabad tu shershah hardam rahega sarhadon ko yaad tu phoonkta jaa phoonkta jaa zalimon ki bastiyan dushmanon ko kya pata hai aag ki aulad tu ghaav badan pe sehta jaa tu bharat bharat kehta jaa tu parvat parvat chadhta jaa tu veer bahadur ladta jaa shapath hai tujhko is maati ki ladna jab tak jaan hai baaki dam ruk jaayein kadam ruke na jai hind ki senaa jai hind ki senaa jai hind ki senaa