SONG: Jai Ambe Jagdambe Jai Ambe Jagdambe - जय अम्बे जगदम्बे जय अम्बे जगदम्बे

Jai Ambe Jagdambe Jai Ambe Jagdambe - जय अम्बे जगदम्बे जय अम्बे जगदम्बे

LYRICS:
ambe maat ki jai ambe maat ki jai jai ambe jagdambe jai ambe jagdambe jai ambe jagdambe jai ambe jagdambe dhadhak uthi jwala chita ki chamak uthi chingari pranpati ke sath ho rahi sati suhagan naari mera pati amar hai mera pati amar hai jab tak hai pataal pe dharti dharti per ambar hai jab tak hai pataal pe dharti dharti per ambar hai mera pati amar hai phul bane ye angaare jaimaal bane ye jwala phul bane ye angaare jaimaal bane ye jwala jaag uthe swami mere ban chanda ka ujiyara jab tak mere sar par ambe jagdambe ka gar hai jab tak sat hai mere vrat me mera pati amar hai uthe gagan me amar aatma uthe gagan me amar aatma dekh ke tribhuwan dole chita bane saiya suhag ki jhule pawan hi dole jisey mila vardan usey marne ka kya darr hai jab tak sat hai mere vrat me mera pati amar hai mera pati amar hai jaago jaago jaago hey shankar prlayankar netr tisra kholo jaago hey shankar prlayankar netr tisra kholo kab tak soyenge mere pati mahadev kuch bolo netr tisra kholo dm dm dm dm damru bajake viplabh ki hunkar sunake kaalkut vishpaan kiya jo uska asar dikhaoo jaago hey shankar prlayankar netr tisra kholo netr tisra kholo hil uthe gagan hil uthe dharaa dole jagmag vasundhara jal me thal thal me jal halchal kal pal uthe sindhu lahra ganga ka jal le angdayi un mast himchal dol uthe mere pati amar amar jag me kan kan dharti ke bol uthe aaj sati ke sat ko apbe harday taraaju tolo nahi dusri prlay machegi netr tisra kholo shiv shankar prlayankar abhayankar