SONG: Jahan Muskuraya - जहां मुस्कुराया हो जो तुम मुस्कुराये

Jahan Muskuraya - जहां मुस्कुराया हो जो तुम मुस्कुराये

LYRICS:
jaha muskuraya ho jo tum muskuraye jaha muskuraya ho jo tum muskuraye sitare hanse ha ha sitare hanse chand ne git gaye jaha muskuraya ho jo tum muskuraye kali kah gayi kuch to sargoshiyo me ho ho kuch to sargoshiyo me mohabbat ke bhanwaro ne nagme sunaye mohabbat ke bhanwaro ne nagme sunaye jaha muskuraya ho jo tum muskuraye jawani ne dil ko kiya ye ishara jawani ne dil ko kiya ye ishara ki koi tamannao ko gudgudaye ki koi tamannao ko gudgudaye badhi aarjuye tamannaye jagi ho ho tamannaye jagi kaha dhadkano ne wo aaye wo aaye kaha dhadkano ne wo aaye wo aaye aaye wo aaye jaha muskuraya ho jo tum muskuraye tumhari sharabi najar ki duhai ho ho najar ki duhai mujhe tham lo fir kadam dagmagaye mujhe tham lo fir kadam dagmagaye jaha muskuraya ho jo tum muskuraye sitare hanse ha ha sitare hanse chand ne git gaye jaha muskuraya ho jo tum muskuraye