SONG: Jahan Hai Kadam Kadam Par Paap - यही हैं क्या संसार तुम्हारा

Jahan Hai Kadam Kadam Par Paap - यही हैं क्या संसार तुम्हारा

LYRICS:
yahi hain kya sansar tumhara jiske tum mai baap jaha hain kadam kadam par paap jaha hain kadam kadam par paap chor lutero ke mathe par sadhupan ki chhap jaha hain kadam kadam par paap jaha hain kadam kadam par paap yahi hain kya sansar tumhara jiske tum mai baap jaha hain kadam kadam par paap jaha hain kadam kadam par paap tan hain ujla man hain kala sab japte matlab ki mala uan hain ujla man hain kala sab japte matlab ki mala duniya apne dharm ko bhuli tum baithe chup chap jaha hain kadam kadam par paap jaha hain kadam kadam par paap yahi hain kya sansar tumhara jiske tum mai baap jaha hain kadam kadam par paap jaha hain kadam kadam par paap angaro par jivan gadi ye kaisa hain khel khiladi angaro par jivan gadi ye kaisa hain khel khiladi bhakto se bhagvaan ka jag me hota nahi milap jaha hain kadam kadam par paap jaha hain kadam kadam par paap yahi hain kya sansar tumhara jiske tum mai baap jaha hain kadam kadam par paap jaha hain kadam kadam par paap