SONG: Jahaan Wale Garibon Ki Tu Hi Bigdi

Jahaan Wale Garibon Ki Tu Hi Bigdi

LYRICS:
parwardigaar parwardigaar bigdi hui taqdeer ka bigdi hui taqdeer ka shikwa na karege mar jayege malik tujhe ruswa na karege mar jayege malik tujhe ruswa na karege bigdi hui taqdeer ka shikwa na karege dukhdard diye tune ye ayehshaan hai tera ab maut bhi de de to mite gam ka aandhera ab bhul ke bhi jeene ki tamana na karege mar jayege malik tujhe ruswa na karege barbad hai phir bhi humko hai tera hi shahara barbad hai phir bhi humko hai tera hi shahara mil jaye to tuti hui kasti ko kinara toofan se dar jayege aisa na karege mar jayege malik tujhe ruswa na karege bigdi hui taqdeer ka shikwa na karege