SONG: Jahaan Bhi Dekhaa Unhen Sar Jhukaa Diyaa Maine Mukesh Gazal - जहाँ भी देखा उन्हें सर झुका दिया मैंने

Jahaan Bhi Dekhaa Unhen Sar Jhukaa Diyaa Maine Mukesh Gazal - जहाँ भी देखा उन्हें सर झुका दिया मैंने

LYRICS:
jaha bhi dekha unhe sar jhuka diya maine jaha bhi dekha unhe sar jhuka diya maine ye kya kiya ki khud hi ko mita diya maine jaha bhi dekha chaman se door bhi rahkar are chaman waalo kali ko phul ko hansna sikha diya maine kali ko phul ko hansna sikha diya maine kali ko phul ko tadap ke laakh gire bijaliya to kya gam hain khud apne hatho khud apne hatho khud apne hatho, nashe man jala diya maine khud apne hatho, nashe man jala diya maine khud apne hatho gira bhi rahne do ishrat safina tufa me har ek mauj ko sahil bana diya maine har ek mauj ko sahil bana diya maine jaha bhi dekha unhe sar jhuka diya maine jaha bhi dekha