SONG: Jaha Me Log Sachche - जहां में लोग सच्चे आशिकों को यार कहते हैं

Jaha Me Log Sachche - जहां में लोग सच्चे आशिकों को यार कहते हैं

LYRICS:
jahan me log sacche aashiqo ko yaar kahte hai are bhai samjhe, ha jahan me log sacche aashiqo ko yaar kahte hai magar hum magar hum unko mashuqo ka barkhudar kahte hai magar hum unko mashuqo ka barkhudar kahte hai o barkhudar kahte hai, barkhudar kahte hai daga jab tak na de koi to inke din nahi katte daga jab tak na de koi to inke din nahi katte to inke din nahi katte to inke din nahi katte hazaro thokre khakar bhi ye pichhe nahi hatte hasino ki gali ka inko thekedar kahte hai jahan me log sacche aashiqo ko yaar kahte hai magar hum magar hum unko mashuqo ka barkhudar kahte hai magar hum unko mashuqo ka barkhudar kahte hai o barkhudar kahte hai, barkhudar kahte hai hai jinko ishq ka chakkar pade rahte hai mushkil me hai jinko ishq ka chakkar pade rahte hai mushkil me pade rahte hai mushkil me nahi aadhi mohabbat bhi kisi mashuq ke dil me hum aise chalte firte ishq ko fitkaar kahte hai jahan me log sacche aashiqo ko yaar kahte hai magar hum magar hum unko mashuqo ka barkhudar kahte hai magar hum unko mashuqo ka barkhudar kahte hai o samjhe bhai magar hum unko mashuqo ka barkhudar kahte hai o barkhudar kahte hai, barkhudar kahte hai