SONG: Jaha Mai Jati Hu, Wahi Chale Aate Ho - जहाँ मैं जाती हूँ वहीं चले आते हो

Jaha Mai Jati Hu, Wahi Chale Aate Ho - जहाँ मैं जाती हूँ वहीं चले आते हो

LYRICS:
jaha main jaati hu wahi chale aate ho chori chori mere dil me samate ho ye to batao ke tum mere kaun ho jaha main jaati hu wahi chale aate ho chori chori mere dil me samate ho ye to batao ke tum mere kaun ho dil ki dil se lagan ki ye baat hai pyar ki raah rasam ki ye baat hai mujhse na puchho ke tum mere kaun ho o.. main to shor machaaungi, shor machaaungi o.. main to shor machaaungi karni tumhari sabko bataaungi karni tumhari sabko bataaungi khair jo chaaho chale jaao mere dar se chhodo ye aana jaana dil ki dagar se ye to batao ke tum mere kaun ho o.. maine kya bura kiya hai, kya bura kiya hai o.. maine kya bura kiya hai dil de kar hi dil le liya hai dil de kar hi dil le liya hai kisi bade gyaani jaani ko bulao abhi abhi yaha faisala karao mujhse na puchho ke tum mere kaun ho o.. dil hi jab huye deewane, jab huye deewane kahna hamara ab kaun maane kahna hamara ab kaun maane jaha main jaati hu wahi chale aate ho chori chori mere dil me samate ho ye to batao ke tum mere kaun ho mujhse na puchho ke tum mere kaun ho ye to batao ke tum mere kaun ho