SONG: Jaha Kahee Dipak Jalta Hai - जहाँ कहीं दीपक जलता है

Jaha Kahee Dipak Jalta Hai - जहाँ कहीं दीपक जलता है

LYRICS:
jahan kahin dipak jalta hai, waha patanga bhi aata hai preet ki reet yahi hai murakh, tu kaahe ghabrata hai parwaane ki naadani par duniya hansti hai to hanse pyaar ki mithi aag me premi hanste hanste jal jaata hai jo ek baar kah do ke tum ho humaare to badle ye duniya badle nazaare jo ek baar kah do ke tum ho humaare to badle ye duniya badle nazaare jo ek baar kah do aakash me, aakash me chand taare hanse humaare hi dil me andhera base nigaaho ki galiyo me chori se aake jo tum muskuraao to khil jaayen taare jo ek baar kah do suhaani hai ye, suhaani hai ye jindagi pyaar se hai murakh jo pachhataye dil haar ke ye baaji hai duniya me sabse niraali jo haare so jeete jo jeete vo haare jo ek baar kah do