SONG: Jaha Jaha Khayal Jata Hai - जहाँ जहाँ ख्याल जाता है

Jaha Jaha Khayal Jata Hai - जहाँ जहाँ ख्याल जाता है

LYRICS:
jaha jaha khayal jata hai vaha vaha tumhi ko pata hai jaha jaha khayal jata hai vaha vaha tumhi ko pata hai ye kab hua ye kyun hua ye kya hua mujhe ye kab hua ye kyun hua ye kya hua mujhe jaha jaha khayal jata hai vaha vaha tumhi ko pata hai julfe hai ke reshami ghataye hai aak hai ke manchali sadaye hai julfe hai ke reshami ghataye hai aak haike manchali sadaye hai hoth hai ke patiya aaj khile gulab ki jism ki hade hai ya ke bastiya hai khwab ki hoth hai ke patiya aaj khile gulab ki jism ki hade hai ya ke bastiya hai khwab ki jaha jaha khayal jata hai vaha vaha tumhi ko pata hai jaha jaha khayal jata hai vaha vaha tumhi ko pata hai ye kab hua ye kyun hua ye kya hua mujhe ye kab hua ye kyun hua ye kya hua mujhe jaha jaha khayal jata hai vaha vaha tumhi ko pata hai mera har singar hai tere liye husan ki bahar hai tere liye mera har singar hai tere liye husan ki bahar hai tere liye teri har najar pe meri har ada nisar hai tere hi liye ye meri dhadkano ka har hai teri har najar pe meri har ada nisar hai tere hi liye ye meri dhadkano ka har hai jaha jaha khayal jata hai vaha vaha tumhi ko pata hai jaha jaha khayal jata hai vaha vaha tumhi ko pata hai ye kab hua ye kyun hua ye kya hua mujhe ye kab hua ye kyun hua ye kya hua mujhe ye kab hua ye kyun hua ye kya hua mujhe ye kab hua ye kyun hua ye kya hua mujhe