SONG: Jagah Nahi Jagah Nahi - जगह नहीं जगह नहीं

Jagah Nahi Jagah Nahi - जगह नहीं जगह नहीं

LYRICS:
jagah nahi, jagah nahi kitni lambi chaudi duniya kitni lambi chaudi duniya phir bhi isme jagah nahi housefull hai jagah nahi, jagah nahi kitni lambi chaudi duniya phir bhi isme jagah nahi housefull hai jagah nahi, jagah nahi train aur bus ka conductor kahta jagah nahi conductor kahta jagah nahi ha ha makan kya, kamre ki khatir owner kahta jagah nahi housefull hai jagah nahi, jagah nahi ab to school aur college me bhi teacher kahta jagah nahi ha teacher kahta jagah nahi bimaro ko hospital me doctor kahta jagah nahi housefull hai jagah nahi, jagah nahi kitni lambi chaudi duniya phir bhi isme jagah nahi housefull hai jagah nahi, jagah nahi hotel me jo ghus jaye to waiter kahta jagah nahi haye jel jana to bhi jailor kahta jagah nahi hum to narak chale jaye par ishwar kahta jagah nahi kitni lambi chaudi duniya phir bhi isme jagah nahi housefull hai jagah nahi, jagah nahi o bade aadmi kahte sare ab acche din aa gaye hum to dhundh dhundh kar haare kab acche din aa gaye kitni lambi chaudi duniya, tarat t kitni lambi chaudi duniya, tarat t phir bhi isme jagah nahi housefull hai jagah nahi jagah nahi, jagah nahi