SONG: Jaga Kirno Wala Charo Aur Ujala - जागा किरणों वाला

Jaga Kirno Wala Charo Aur Ujala - जागा किरणों वाला

LYRICS:
jaaga kirno waala chaaro aur ujaala, chaaro aur ujaala aankhe kholo nand ke laala aankhe kholo nand ke laala nand ke laala, nand ke laala jaaga kirno waala, jaaga kirno waala chhachh bilole maiyaa, chhachh bilole maiyaa amrit dohavat bhaiyaa, amrit dohavat bhaiyaa dhunak dhunak dhunkaiyaa re haan dhunak dhunak dhunkaiyaa dhunak dhunak dhunkaiyaa re haan dhunak dhunak dhunkaiyaa dhunak dhun dhunkaiyaa bhor bhai, ban dhor chale, ban dhor chale sab jhaanjhaniyaa jhankaae bhor bhai, ban dhor chale, ban dhor chale sab jhaanjhaniyaa jhankaae chakki raag sunaae, chakki raag sunaae ukhal aur musal humjoli ukhal aur musal humjoli ghaat pe sudariya ki toli ghaat pe sudariya ki toli ghaat pe sudariya ki toli ghaat pe sudariya ki toli raadha se gaagariyaa boli raadha se gaagariyaa boli kyo brij baala, kyo brij baala kyo brij baala kaha gaya tera baansuri waala baansuri waala, baansuri waala