SONG: Jadugar Dekho Kaisa Ye Jadu Kiye Jaye - जादूगर देखो कैसा ये जादू किये जाये

Jadugar Dekho Kaisa Ye Jadu Kiye Jaye - जादूगर देखो कैसा ये जादू किये जाये

LYRICS:
jadugar jadugar dekho kaisa ye jadu kiye jaye jadugar dekho kaisa ye jadu kiye jaye ke haye ke haye bina puche hi ada liye jaye jadugar dekho kaisa ye jadu kiye jaye khushiyo ke pankh le ke uddu me hawao me khushiyo ke pankh le ke uddu me hawao me cham cham nachu me jaise bijhli ho paanv me bijhli ho paanv me ji bijhli ho paanv me hua kaise ye jaddu samajh nahi aaye ke haye ke haye bina puche hi ada liye jaye jadugar dekho kaisa ye jadu kiye jaye najaro me dale aise julmi najariya najaro me dale aise julmi najariya kheechi chali aayi mere man ki machariya man ki machariya ji man ki machariya mujhe bebas bana ke bada hi tadpaye ke haye ke haye bina puche hi ada liye jaye jadugar dekho kaisa ye jadu kiye jaye jaise chahe waise hi nachaye wo isharo pe jaise chahe waise hi nachaye wo isharo pe jaise kathputli nache ungali ke taro pe ungali ke taro pe ji ungali ke taro pe wo to dekhe tamasha taras nahi khaye ke haye ke haye bina puche hi ada liye jaye jadugar dekho kaisa ye jadu kiye jaye ke haye bina puche hi ada liye jaye jadugar dekho kaisa ye jadu kiye jaye