SONG: Jadu Nagari Se Nahi Jana Ho Rasiya - जादू नगरी से नहीं जाना हो रसिया

Jadu Nagari Se Nahi Jana Ho Rasiya - जादू नगरी से नहीं जाना हो रसिया

LYRICS:
jadu nagari se nahi jana ho rasiya karke bahana jana na jana na jadu nagari se nahi jana ho rasiya karke bahana jana na jana na jadu nagari se nahi jana nili nili aankhiyo me kajara laga ke aai pyari sapno wali raat ho sajana aai pyari sapno wali raat bhole bhale sajana samajh le samjh le meri man ki bholi bhali baat ho sajana meri man ki bholi bhali baat zalim hain tera sharmana ho rasiya karke bahana jana na, jana na jadu nagari se nahi jana phulo wali bagiya me rimjhim barse thandi thandi halki fuhaar ho rasiya thandi thandi halki fuhaar gori gori kaliyo ka gajara pahan ke tere liye aai hain bahar ho rasiya tere liye aai hain bahar sun le tu dil ka afsana ho rasiya karke bahana jana na, jana na jadu nagari se nahi jana taaro jadi chunari me jhilmil jhilmil jhalke poonam ka chand ho sajna jhalke poonam ka chand ud nahi jaye kahi rup ka panchhi tujhko najriya pe baandh ho sajna tujhko najriya pe baandh varna padega pachhtana ho rasiya karke bahana jana na, jana na jadu nagari se nahi jana